Bekas Pe Karam

Film: Mughal-E-Azam
Jahr: 1960
Regie: K. Asif
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni

Ai Mere Mushkil akushaa, Fariyaad Hai, Fariyaad Hai
Aapake Hote Hue Duniya Meri Barabaad Hai

Bekas Pe Karam Keejiye, Sarkaar-e-madeena
Bekas Pe Karam Keejiye
Gardish Mein Hai Taqadeer Bhanvar Mein Hai Safeena
Bekas Pe Karam Keejiye, Sarkaar-e-madeena
Bekas Pe Karam Keejiye

Hai Vaqt-e-madad Aai Bigadi Ko Banaane
Gosheeda Nahi Aapase Kuch Dil Ke Fasaane
Zakmon Se Bhara Hai Kisi Majaboor Ka Seena
Bekas Pe Karam Keejiye

Chhaai Hai Museebat Ki Ghata Gesuon Vaale, Gesuon Vaale
Lillaah Meri Doobati Kashti Ko Bachaale
Toofaan Ke Aasaar Hain, Dushvaar Hai Jeena
Bekas Pe Karam Keejiye

Gardish Mein Hai Taqadeer Bhanvar Mein Hai Safeena
Bekas Pe Karam Keejiye, Sarkaar-e-madeena
Bekas Pe Karam Keejiye

Dil Cheez Kya Hai

Film: Umrao Jaan
Jahr: 1981
Komponist: Khaiyyaam
Interpret: Asha Bhosle
Lyrics: Shahrya
Mit Ãœbersetzung / Translation (englische Untertitel im Video)

Aa Aa Aa Aa, Aa Aa Aa
Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye – 2 x
Translation: What Is The Heart; Take My Life
Bas Ek Baar Mera Kaha
Just One Time, What I Say
Bas Ek Baar Mera Kaha Maan Lijiye – 2 x
Just One Time, Heed What I Say
Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye
What Is The Heart; Take My Life

Is Anjuman Mein Aap Ko
In This Gathering
Is Anjuman Mein, Aah, Aah Aah Aah
In This Gathering
Is Anjuman Mein Aap Ko
In This Gathering
Is Anjuman Mein Aap Ko Aana Hai Baar Baar
In This Gathering, You Have To Come Time And Time Again
Aana Hai Baar Baar
You Have To Come Time And Time Again
Deevaar-o-dar Ko Gaur Se
The Walls And Doors, With Concentration
Deevaar-o-dar Ko Gaur Se Pehchaan Lijiye – 2 x
You Recognize The Walls And Doors With Concentration
Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye
What Is The Heart; Take My Life

Maana Ke Doston Ko Nahin
I Understand That Friends Don’t
Doston, Doston Ko Nahin
Friends, Friends Don’t
Maana Ke Doston Ko Nahin Dosti Ka Paas
I Understand That Friends Don’t Supervise One Another
Lekin Yeh Kya Ke Gair Ka
But Is It So That
Lekin Yeh Kya Ke Gair Ka Ehsaan Lijiye – 2 x
But Is It So That You Take Favors From A Stranger?
Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye
What Is The Heart; Take My Life

Kahiye To
If You Say So
Kahiye To Aasmaan Ko
If You Say So
Kahiye To Aasmaan Ko Zameen Par Utaar Laaye
If You Say So, I Will Bring The Sky Down To The Ground
Mushkil Nahin Hai Kuch Bhi
Nothing Is Difficult
Mushkil Nahin Hai Kuch Bhi Agar Thaan Lijiye – 2 x
Nothing Is Difficult If You Firmly Pursue It
Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye
What Is The Heart; Take My Life
Bas Ek Baar, Bas Ek Baar
Just One Time, Just One Time
Bas Ek Baar Mera Kaha Maan Lijiye
Just One Time, Heed What I Say
Maan Lijiye, Maan Lijiye
Heed It, Heed it

Pyaar Hua Ikraar Hua

Film: Shree 420
Jahr: 1955
Regie: Raj Kapoor
Schauspieler: Raj Kapoor, Nargis
Interpret: Manna Dey, Lata Mangeshkar
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra, Hasrat Jaipuri

–MALE–
(Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil) – 2 x

–FEMALE–
(Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil) – 2 x

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)

–MALE–
Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi

–FEMALE–
Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota, saath jo chhoota

–BOTH–
Chand na chamkega kabhi

–MALE–
Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa

–FEMALE–
(Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa)

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)
Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan

–MALE–
Geet hamaare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaan

–FEMALE–
Main na rahoongi, tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaaniyaan

–BOTH–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
(Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil) – 2

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)