Veteran actor Shammi Kapoor dies

Video-Beschreibung von newsxlive – 13.08.2011

Veteran Film Actor Shammi Kappor dies. Hailed as one of the finest actors that Hindi cinema has ever produced, he was the leading star of Hindi cinema during the late 1950s as well as the 1960s. He debuted in Bollywood in 1953 with the fim Jeevan Jyoti and went on to deliver several hits.

BBC News – 14.08.2011

Bollywood actor Shammi Kapoor dies, aged 79

One of the most popular actors of his generation, Kapoor starred in hits like Junglee, An Evening in Paris, Chinatown and Kashmir Ki Kali.

Bollywood superstar Amitabh Bachchan tweeted that with Kapoor’s death the „flamboyance and joie de vivre of the [film] industry [was] lost“.

Shammi Kapoor acted in more than 100 films. Fans called him the „Elvis Presley of India“ for his frenetic and nifty dancing. …

The Times Of India – 14.08.2011

I’ll die a happy man: Shammi Kapoor

Your yaahooo moment…
Though I’d yahooed in both Tumsa Nahi Dekha and Dil Deke Dekho, it was my rendition of yaahooo in Junglee that went down in history. It just went with my rebel star image.

You’ve a special equation with Aamir Khan…
I shared a very close relationship with Aamir’s uncle Nasir Hussain, who directed me in Teesri Kasam, Tumsa Nahin Dekha and Dil Deke Dekho. Aamir has grown up in front of my eyes and I am very proud of his achievements. Aamir made one very moving comment about me at a felicitation function. He said, „Shammi Kapoor is not the Elvis Presley of India. Elvis Presley is the Shammi Kapoor of America.“ …

dailybhaskar – 14.08.2011

Shammi Kapoor: Actor who danced his way to stardom

His first color picture Junglee, was released in 1961 and he became a Star. With Junglee, his new image was cemented and his subsequent films were all in this genre. It was with Junglee, that Shammi gifted the Hindi film screen dictionary with a new word of exultation: Yahoo! Charged by the word and the accompanying Shankar Jaikishen-composed song, Chahe koi mujhe junglee kahe, Shammi gleefully tumbled down snow-covered hills while shooting this number. …

Between 1957 and 1959 he acted in Dil Deke Dekho, Mujrim, Ujala, Singapore, College Girl, Boy Friend, Basant, Preet Na Jane Reet. Between 1960 & 1964 he acted in Professor, China Town, Char Dil Char Rahen, Raat ke Raahi, Dil Tera Diwana, Pyar Kiya To Darna Kya, China Town, Kashmir Ki Kali, Bluff Master, Janwar, Rajkumar. From 1966 onwards his releases were Teesri Manzil, Budtameez, Laat Saheb, An Evening In Paris, Tumse Achha Kaun Hai, Jawan Mohabbat, Prince, Brahmachari, Pagla Kahin Ka, Andaaz, Sachai, Pritam, Chote Sarkar, Jaane Anjaane. …

Raat Baaki, Baat Baaki

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpreten: Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2x

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

kashti jawan Dil ki toofan se katra gayi
Manzil mohabbat ki ab to kareeb aa gayi
aa dekhle hai kya mazaa Dil haar ke

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

Aaghaaz yeh hai to anjaam honga haseen
deewane parwane marne se darte nahin
aa Dilruba khul ke zara mil yaar se

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2 x

Jawaani Jaan-E-Man

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya

Aayi door se dekho Dilruba aisi turuturutu
Khaayi bezubaan Dil ne chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho

Dil yeh Pyaar mein kaise
Khota hai dekho, aha aha aha aha
Kaatil jaan-e-man kaise
Hota hai dekho
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh Dushman jaana Dildaar ho gaya
Ke aaj tak bilkul use Pyaar ho gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh

Durch die weitere Nutzung der Seite stimmst du der Verwendung von Cookies zu. Weitere Informationen

Die Cookie-Einstellungen auf dieser Website sind auf "Cookies zulassen" eingestellt, um das beste Surferlebnis zu ermöglichen. Wenn du diese Website ohne Änderung der Cookie-Einstellungen verwendest oder auf "Akzeptieren" klickst, erklärst du sich damit einverstanden.

Schließen