Koi Haseena Jab Rooth

Film: Sholay
Jahr: 1978
Regie: Ramesh Sippy
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: R.D. Burman
Lyrics: Anand Bakshi

Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To
Aur Bhi Haseen Ho Jaati Hai – 2

Translation: When Any Beautiful Girl Sulks
She Becomes Even More Beautiful

Tesan Se Gaadi Jab Chhoot Jaati Hai To
Ek Do Tin Ho Jaati Hai

When The Car Leaves The Station
She Becomes One, Two, Three

Haathon Mein Chaabuk, Honthon Pe Gaaliyaan – 2
Badi Nakhre Waaliyaan Hoti Hai Taange Waaliyaa

In Hands Is A Whip, On Lips Are Curses
Very Tricky Are Horse Carriage Riding Women

Koi Taange Waali Jab Rooth Jaati Hai To, Hai To, Hai To
Aur Namkeen Ho Jaati Hai

When Any Horse Carriage Riding Woman Sulks
She Becomes More Lovely

Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To
Aur Bhi Haseen Ho Jaati Hai

When Any Beautiful Girl Sulks
She Becomes Even More Beautiful

Zulfon Mein Chaiyya, Mukhde Pe Dhoop Hai
Hey, Zulfon Mein Chaiyya, Mukhde Pe Dhoop Hai
In Hair Is Shade, On Faces Is Sunlight
In Hair Is Shade, On Faces Is Sunlight

Bada Mazadaar Goriye Yeh Tera Rang Roop Hai
Dor Se Patang Jab Toot Jaati Hai To, Hai To, Hai To

Very Tasty, Fair One Are Your Color And Beauty
When A Kite Breaks From Its String

Rukh Rangeen Ho Jaati Hai
Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To

Her Face Becomes Colorful
When Any Beautiful Girl Sulks

Aur Bhi Haseen Ho Jaati Hai
Tesan Se Gaadi Jab Chhoot Jaati Hai To
Ek Do Tin Ho Jaati Hai – 4

She Becomes Even More Beautiful
When The Car Leaves The Station
She Becomes One, Two, Three