Raat Baaki, Baat Baaki

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpreten: Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2x

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

kashti jawan Dil ki toofan se katra gayi
Manzil mohabbat ki ab to kareeb aa gayi
aa dekhle hai kya mazaa Dil haar ke

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

Aaghaaz yeh hai to anjaam honga haseen
deewane parwane marne se darte nahin
aa Dilruba khul ke zara mil yaar se

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2 x

Jawaani Jaan-E-Man

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya

Aayi door se dekho Dilruba aisi turuturutu
Khaayi bezubaan Dil ne chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho

Dil yeh Pyaar mein kaise
Khota hai dekho, aha aha aha aha
Kaatil jaan-e-man kaise
Hota hai dekho
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh Dushman jaana Dildaar ho gaya
Ke aaj tak bilkul use Pyaar ho gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen Dilruba
Milein do Dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh

Pyaar Zindagi Hai

Film: Muqaddar Ka Sikandar
Jahr: 1978
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan
Interpreten: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

Pyaar Zindagi Hai, Pyaar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Yahallaa Yahallaa Uu Yaa Allaah
Pyaar Se Pyaar Karo Ye Umr Pyaar Ki Hai
Pyaar Binaa Kyaa Jinaa, Ye Bhi Koi Zindagi Hai, Pyaar
Pyaar Karam Pyaar Duaa, Pyaar Sitam Pyaar Vafaa
Pyaar Se Judaa To Yahaan Koi Nahin Koi Nahin

Pyaar Khushi Pyaar Nashaa, Kyaa Vo Najar Kyaa Vo Adaa
Ho Kisi Ke Pyaar Men Jo Koi Nahin Koi Nahin
Dil Ko Lagaa Ke Dekho Pyaar Men Kyaa Khushi Hai
Pyaar Binaa Kyaa Jinaa Ye Bhi Koi Zindagi Hai, Pyaar

Dur Rahe Paas Rahe, Dil Men Tere Pyaas Rahe
Tere Liye Main Huun Tuu Hai Mere Liye Mere Liye
Pyaar Sanam Pyaar Khudaa, Yaar Kabhi Ho Naa Judaa
Yaar Binaa Koi Yahaan Kaise Jiye Kaise Jiye
Baahon Men Yaar Ke Hi Duniyaa Bahaar Ki Hai, Pyaar
Dekh Hamen Koi Jale, Koi Jale Haath Male
Tuu Jo Mere Saath Chale Logon Se Kyaa Daranaa Yahaan
Pyaar Yahaan Jo Naa Kare, Kaak Jiye Kak Mare
Yaar Mere Tere Liye Jinaa Yahaan Maranaa Yahaan
Marake Bhi Naa Mite Jo Ye Vo Divaanagi Hai, Pyaar