Zindagi Ek Safar Hai Suhana

Film: Andaz
Jahr: 1971
Regie: Mehboob Khan
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: Naushad
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana -3

Arey o leiyo leiyo, oleiyo leiyo
Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo
Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo

Chadh taaron se chalna hai aage
Asmaanon se badna hai aage -2

Pichhe reh jayega yeh zamana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Haste gate jahan se guzar
Duniya ki tu parvah na kar -2

Muskuraate hue din bitana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Haan zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Maut aani hai ayegi ik din
Jaan jaani hai jayegi ik din -2

Aisi baaton se kya ghabrana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana

Di di di, du du du
Oleyo leyo ha haa haa

Chhodo Kal Ki Baatein

Film: Hum Hindustani
Jahr: 1960
Regie: Ram Mukherji
Interpret: Mukesh
Komponist: Usha Khanna
Lyrics: K.M. Manohar

Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x
Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
Kya dekhe us manzil ko jo chhod chuke hain
Chand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani

Hum hindustani – 2 x
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x
Aao mehnat ko apna imaan banaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani

Hum hindustani – 2 x
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani – 2

Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho
Sone ki yeh ganga hai, chandi ki yamuna
Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x

Aziz Mian

* 17.04.1942 in Delhi, Indien.
† 06.12.2000 in Teheran, Iran.

Seine bekanntesten Titel sind „Main Sharabi Main Sharabi“ („Teri Soorat“), „Allah He Jaanay Kaun Bashar Hai“ und „Ya Nabi“ („Nabi Nabi Ya“).

Aziz Mians Gesangsstil ist puristisch, kraftvoll und erzielt seine hypnotische Wirkung durch die für den Qawwali typischen Wiederholungen des Chors (der Party). Das Harmonium spielte er selbst dazu. Bezeichnend ist, daß er wärend des Singens des öfteren aus dem Schneidersitz aufsprang und sich seine Stimme an exponierten Stellen manchmal überschlug.

Das Motto von Aziz Mian lautete „Insan Azim Hai“ – „Der Mensch ist wundervoll“.

Discographie

Akhian Dee Gali – Punjabi – Vol 9

Akhian Dee Gali Wichon
Akh Larr Gayee Yaar Naal

Allah Hi Jane – Live in Concert – Vol 2

Allah Hi Jane Kaun Bashar Hai
Un Ki Ankhon Mein
Main Kya Janoon Ram

Aziz Mian Ka Wada

Veröffentlicht: 1. Juli 1981
Wada (29:39)
Yeh Hai Maikada (29:28)

Aziz Mian Qawwal & Others

Veröffentlicht: 1. April 1979
Main To Deewana Khwaja Ka Deewana (25:45)
Man Kunto Maula (24:42)

Aziz Mian Vol. 1

Veröffentlicht: 1. Dezember 1981
Bohat Kathan Hai (69:00)

Aziz Mian Vol. 2

Veröffentlicht: 1. Dezember 1981
Pathar Pooje (58:23)

Bewafa – Urdu – Vol 15

Bewafa Yoon Tera Muskarana
Ek Hi Yeh Aarzoo Thi
Bakhsh Deta To Baat Kuchh Bhi Na Thi
Aadmi Hai Benazir

Mera Khayal – Urdu – Vol 31

Unhen Mera Khayal Ata To Hoga
Jo Bekhud Kisi ko Banata Nahin Hae
Kahan The Aap Zamane Ke Baad

Nasim-E-Subah – Urdu – Vol 12

Nasim-E-Subah Gulshan Mein
Aashiqui Dillagee Nahee Hoti

Saqia Aur Pila

Saqia Aur Pila Aur Pila
Wafayien Meri Rang La Kar

Sharabee – Live in England – Vol 3

Sharabee Main Sharabee
Meri Dastan-e-Hasrat
Dada Ka Chal Diye
Rang