Mera Joota Hai Japani

Film: Shree 420
Jahr: 1955
Regie: Raj Kapoor
Schauspieler: Raj Kapoor
Interpret: Mukesh
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra, Hasrat Jaipuri

Mera Joota Hai Japani Yeh Patloon Englishtani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota …

Nikal Pade Hai Khulli Sadak Par Apna Seena Taane
Manzil Kahan, Kahan Rukna Hai,Uparwala Jaane
Badte Jaayen Hum Sailani, Jaise Ek Dariya Toofani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota …

Upar-Neeche Neeche-Upar Leher Chale Jeevan Ki
Nadaan Hai Jo Baith Kinare, Pooche Raah Watan Ki
Chalna Jeevan Ki Kahaani, Rukna Maut Ki Nishaani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota …

Honge Raaje Rajkanwar Hum Bigde Dil Shehzade
Hum Singhasan Par Ja Baithen Jab Jab Karen Iraade
Surat Hai Jaani Pehchani Duniya Walon Ko Hairani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota …

Yeh Mera Dil

Nariman A. IraniFilm: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Helen, Amitabh Bachchan
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: Kalyanji-Anandji

Yeh Mera Dil Yaar Ka DeewanaAll Police Characters
(This Heart Of Mine Is Crazy Because Of A Lover)

La la la la, li la la la la la la
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaanaNariman Films
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2
(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye

Amitabh Bachchan in and as Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) – 2
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaana
(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan haivlcsnap-172439.png

Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) – 2
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaanavlcsnap-172373.png
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2

Khaike Paan Banaras Wala

Film: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Amitabh Bachchanvlcsnap-166031.png
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

Hmm prr! Brr!
Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa chakKhaike Paan Banaras Wala
Phir lo paan chabaay
„Aaoo, hmm mmmm yum“ ah haa!
Arrey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay

O khaaike paan banaaras wala -2
Khul jaaye band akal kaa taalaKhaike Paan Banaras Wala
O khaaike .. Kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala -2
O khaaike paan … kaa taala

Arrey raam duhaai,Khaike Paan Banaras Wala
kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay!
Kahaan taang fasaai,
main to sooli pe chadh gaya hay hay
Kaisa seedha saadha main
kaisa bhola bhala haan haan
Arrey, kaisa seedha seedha main
kaisa bhola bhalaKhaike Paan Banaras Wala

Jaane kaun ghadi mein pad
gaya padhe likhon se paalaa
Meethi chhunri se,
meethi chhunri se hua halaal
Chhora ganga kinaare wala,
o chhora ganga kinaare walaKhaike Paan Banaras Wala
O khaaike paan … kaa taala

Ek kanyaa kunwaari hamari soorat
pe mar gayi hay hay hay!
Ek meethi kataari,
hamare dil mein utar gayi hay hay
Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori,Khaike Paan Banaras Wala
waah waah!
Arrey, kaisi gori gori
o theekhi theeki chhori
Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala,
o chhora ganga kinaare walaKhaike Paan Banaras Wala
O khaaike paan … kaa taala -2
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala huh!