Khilona Jaan Kar Tum Tho

Film: Khilona
Jahr: 1970
Regie: Chander Vohra
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi

Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho,
Oooo Mujeh Ishaal Mein Kiske, Sahaare Chod Jaate Ho,
Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho…

Translation: Thinking of me as a toy, you keep breaking my heart.
In this state, whose support are you leaving me on

Khuda Kaa Vasata Dekar, Manalun Door Hun Lekin,
Tumhara Raasta Mein, Roklun Majboor Hun Lekin..
Ke Mein Chal Bhi Nahin Sakatha Hun, Aur Tum Daud Jaate Ho,
O…Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho…

I would pacify you by giving you the sake of God.
I am far, but I would stop you in your tracks
But I am helpless as I can’t even walk
And you go running away.

Gila Tumse Nahin Koyi, Magar Afsos Thoda Hai,
Ke Jis Ghamne Mera Daaman, Badi Mushkil Se Choda Hai,
Usi Gham Se Mera Phir Aaj Rishta, Jod Jaate Ho,
O…Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho..
Mere Dil Se Na Lo Badala, Zamaane Bhar Ki Baaton Kaa,

I have not complaints against you but
there is some regret
that the grief which left my skirt with much difficulty
You are creating my relationship with that same grief again
Do not take revenge on my heart
for the matters of the whole world

Teher Jaavo Suno Mehemaan Hun, Mein Chand Raaton Kaa,
Chale Jaana Abhi Se Kis Liye Muh, Mode Jaate Ho,
O…Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho..
Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho,
Oooo Mujeh Ishaal Mein Kiske, Sahaare Chod Jaate Ho,

Stop, listen, I am only a guest of few nights
Later you can go,
why do you turn your face away from now itself

Aane Se Uske Aaye Bahar

Film: Jeene Ki Raah
Jahr: 1969
Regie: L.V. Prasad
Schauspieler: Tanuja, Jeetendra
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi

badi mastani hay meri mehbooba
meri zindigani hay meri mehbooba

iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri mehbooba, mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora deewana thoori si deewani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

aaa aa aa aa aa a aa
o oo o o ooo o o ooo

saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
a a a a a a a a aa a
hmmmm hmmm hmm hmm hmm
aa a a a a a a aaa a

Chalkaaye Jaam Aayi Yeh

Film: Mere Hamdam Mere Dost
Jahr: 1968
Regie: Amar Kumar
Schauspieler: Dharmendra, Sharmila Tagore
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam hothhon ke naam

phool jaise tan pe jalawe ye rang-o-boo ke
aaj jaam-e-may uthe in hothhon ko chhoo ke
lachakaeeye shaakh-e-badan mahakaeeye zulfon kee shaam
chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam

aap hee kaa naam lekar pee hai sabhee ne
aap par dhadak rahe hai, pyaalon ke seene
yahaan ajanabee koee nahee, ye hai aap kee mahafil tamaam
chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam

kaun har kisee kee baahen baahon mein daal le
jo nazar nashaa pilaaye, wo hee sanbhaal le
duniyaa ko ho aauron kee dhoon hum ko to hain saakee se kaam

chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam