Kabhi Kabhie (Love Is Life)

Film: Kabhi Kabhie (Love Is Life, Sometimes)
Jahr: 1976
Regie: Yash Chopra
Interpreten: Lata Mangeshkar, Mukesh
Komponist: Khayyam
Lyrics: Sahir Ludhianvi

kabhi kabhi mere dil men khayaal aata hai
Translation: Sometimes the thought crosses my mind
ki jaise tujhko banaaya gaya hai mere liee
that you’ve been made just for me.

tuu ab se pahale sitaaron men bas rahi thi kahin
Before this, you were dwelling somewhere in the stars
tujhe zamin pe bulaaya gaya hai mere liee …
you were summoned to earth just for me …

kabhi kabhi mere dil men khayaal aata hai …
Sometimes the thought crosses my mind
ki yeh badan ye nigaahen meri amaanat hain …
that this body and these eyes are kept in trust for me …
ye gesuu’on ki ghani chhanv hain meri khaatir
that the dark shadows of your hair are for my sake alone,
ye hontk aur ye baahen meri amaanat hain …
that these lips and these arms are charged to my care …

kabhi kabhi mere dil men khayaal aata hai
sometimes the thought crosses my mind
ki jaise bajti hai shahanaa’iyaan si raahon men …
just as the shehnai sounds on the roads …
suhaag raat hai ghuu.nghat uthaa rahaa huun main …
that it is my wedding night, and I am lifting your veil …
simat rahi hai tuu sharmaake meri bahon men …
You’re shrinking for shame, blushing in my arms …

kabhi kabhi mere dil men khayaal aata hai
Sometimes the thought crosses my mind
ki jaise tuu mujhe chaahegi umra bhar yuun hi
that you’ll love me like this our whole lives through,
uthegi meri taraf pyaar ki nazar yun hi
that you’ll always lift a loving gaze to me like this.
main jaanta hun ki tuu gair hai magar yuun hi
I know you’re a stranger, but even so,

kabhi kabhi mere dil men khayaal aata hai …
sometimes the thought crosses my mind.

In Ankhon Ki Masti Ke

Film: Umrao Jaan
Jahr: 1981
Regie: Muzaffar Ali
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: Khayyam
Lyrics: Shahryar

Asha Bhosle live im BBC Studio, Birmingham, England (1985)
In ankhon ki masti ke, aah aah aah aah
In ankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In ankhon se vaabasta
In ankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke
Ek tum hi nahin tanha, aah aah
Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
Ulfat mein meri rusva
Is shaher mein tum jaise
Is shaher mein tum jaise deewane hazaaron hain
Deewane hazaaron hain

In ankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke, aah aah aah
Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi
Ek sirf humi mai ko ankhon se pilaate hain
Ankhon se pilaate hain
Kehne ko to duniya mein
Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
Maikhaane hazaaron hain

In ankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke
Is shamm-e-faroza ko, aah aah
Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho
Aandhi se darraate ho
Is shamm-e-faroza ke
Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain
Parvaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In ankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke

Jo Wada Kiya Vo

Lata Mangeshkar live im BBC-Studio in Birmingham, England, Anfang der 80er Jahre

„Lata An Era In An Evening“ Concert in Mumbai, 9th March 1997

Film: Taj Mahal
Jahr: 1963
Regie: M. Sadiq
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Roshan Lal
Lyrics: Sahir Ludhiyanvi

Jo Wada Kiya Vo Nibhaana Padega
Translation: You Have To Keep The Promise That You Have Made
Roke Zamaana Chaahe Roke Khudaai
Even If The World Or The Lord Stops You

Tumko Aana Padega
You Have To Come
Tarasti Nigaahon Ne Aawaz Di Hai
The Longing/Fearful Eyes Have Called Out To You

Mohabbat Ki Aahon Ne Awaaz Di Hai
The Desperate Sighs Of Love Are Calling Out To You
Jaane Hayaa Jaane Ada Chodo Tarsaana
Life Of Modesty And Life Of Grace, Please Don’t Put Me To Fear

Tumko Aana Padega
You Have To Come
Ye Maana Hamein Jaan Se Jaana Padega
I Agree That I Have To Go From The World

Par Ye Samajh Lo Tumne Jab Bhi Pukaara
But Understand This That Whenever You Give A Call
Humko Aana Padega…
I Will Have To Come

Hum Apni Wafaa Pe Na Ilzaam Lenge
We Will Not Take Blame To Our Loyalty/love
Tumhe Dil Diya Hai Tumhe Jaan Bhi Denge
I Have Given You My Heart, Will Also Give You My Soul

Jab Ishq Ka Sauda Kiya, Phir Kya Ghabraana
Now That I Have Traded My Love For Yours, Why Be Afraid
Humko Aana Padega
I Have To Come

Chamakte Hain Jab Tak Yeh Chand Aur Taare
Until The Time The Stars And The Moon Shine
Na Tootenge Ab Keh Do Paimaan Hamaare
Our Promise Will Never Break, Say It

Ek Doosra Jab De Sadaa Hoke Deewana
When The Other Gives Outgoes Around Like Crazy
Humko Aana Padega
We Have To Come