Banda Parvar Tham Lo Jigar

Film: Phir Wohi Dil Laya Hoon
Jahr: 1963
Regie: Nasir Hussain
Schauspieler: Asha Parekh, Joy Mukherjee
Interpreten: Mohd. Rafi, Asha Bhosle
Komponist: O.P. Nayyar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

banda parvar, banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi Dil laya hoon

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi Dil laya hoon

ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa – 2 x

jiski tadap se rukhe pe tumhare aaja nikhar gazab ka – 2 x
jiske lahu se aur bhi chamka Rang tumhare lab ka
kesu khule zanjeer bane … aur bhi tum tasveer bane
aayina dildaar ka nazarana Pyaar ka
phir wohi Dil laya hoon
banda parvar

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi dil laya hoon
ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa – 2 x

meri nigahe shaok se bachkar yaar kaha jaoge – 2 x
paav jaha rakhdoge adaa se Dil ko wahi paoge
rahu juda ye majal kaha … jau kahi ye khayal kaha
banda dildaar ka nazarana Pyaar ka
phir wohi dil laya hoon
banda parvar

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi dil laya hoon

Aaj Rapat Jaayen

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpreten: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Arey Arey Arey Na Na Na
Aaj Rapat Jaayen Toh Hamein Na Uthaiyyo
Aaj Fisal Jaayen Toh Hamein Na Uthaiyyo
(Humein Jo Uthaiyyo Toh) – 2 x
Khud Bhi Rapat Jaiyyo Ha Khud Bhi Fisal Jaiyyo
Aaj Rapat Ha Ha Aaj Rapat Jaiyyo Toh Hamein Na Uthaiyyo

(Barsaat Mein Thi Kaha Baat Aaisi
Pehli Baar Barsi Barsaat Aaisi) – 2 x
Kaisi Yeh Hawa Chali, Paani Mein
Aag Lagi, Jaane Kya Pyaas Jagi Re
Bheega Yeh Tera Badan
Jagaaye Meethi Chubhan
Nashe Mein Zoome Ye Mann Re
Kaha Hu Main Mujhe Bhi Yeh Hosh Nahi
(Na Ha Ho Ho) – 2 x
(Aaj Behak Jaaye Toh Hosh Na Dilaiyyo) – 2 x
(Hosh Jo Dilaiyyo Toh) – 2 Khud Bhi Behak Jaiyyo
Aaj Rapat Ha Ha Aaj Rapat Jaiyyo Toh Hamein Na Uthaiyyo

(Baadal Mein Bijli Baar Baar Chamke
Dil Mein Mere Aaj Pehli Baar Chamke) – 2 x
Haseena Dari Dari, Baahon Mein Simat Gayi
Seene E Lipat Gayi Re Tujhe Toh Aya Mazaa
Tujhe Toh Aayi Haseen, Meri Toh Jaan Fasi Re
Jaanejigar Kidhar Chali Nazar Churake
(Ha Ha Ho Ho) – 2 x
(Baat Ulajh Jaiyyo Toh Aaj Na Suljhaiyyo) – 2 x
(Baat Jo Suljhaiyyo Toh) – 2 x
Khud Bhi Ulajh Jaiyyo
Aaj Rapat Ha Ha Aaj Rapat Jaiyyo Toh Hamein Na Uthaiyyo

(Badal Se Chham Chham Se Sharab
Barse Saawari Ghata Se Shabaab Barse) – 2 x
Boondon Ki Baji Payal, Ghata Ne Chhedi Gazal
Ye Raat Gayi Machal Re Dilon Ke Raaz Khule
Fizaa Mein Rang Ghule, Jawaa Dil Khulke Mile Re
Hona Tha Jo Hua Wahi Ab Darana Kya
(Ha Ha Ho Ho) – 2 x
(Aaj Doob Jaaye To Hame Na Bachaiyyo) – 2 x
(Humein Jo Bachaiyyo Toh) – 2 x
Khud Bhi Doob Jaiyyo
Aaj Rapat Ha Ha Aaj Rapat Jaiyyo Toh Hamein Na Uthaiyyo
Aaj Fisal Jaayen Toh Hamein Na Uthaiyyo, (Ha Ha Ho Ho) – 2 x

Raat Baaki, Baat Baaki

Film: Namak Halal
Jahr: 1982
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Interpreten: Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2x

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

kashti jawan Dil ki toofan se katra gayi
Manzil mohabbat ki ab to kareeb aa gayi
aa dekhle hai kya mazaa Dil haar ke

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

Aaghaaz yeh hai to anjaam honga haseen
deewane parwane marne se darte nahin
aa Dilruba khul ke zara mil yaar se

Raat baaki
Baat baaki
hona hai jo ho jane do

socho na dekho to dekho haan jane jaan mujhe Pyaar se – 2 x