100 Years Of Bollywood: Geeta Dutt – The Nightingale Of Hindi Cinema

[youtube]a1x0WoaSW-E[/youtube]
Video-Beschreibung von rajshri – 22.01.2013

Geeta Dutt (23 November 1930 — 20 July 1972) was a prominent singer in the Hindi film industry who gave her melodious voice for almost all top actresses and hit films in Bollywood. She sang memorable songs like Mera Sundar Sapna Beet Gaya (Do Bhai- 1947), Woh Sapne Waali Raat (Pyaar- 1950), Tadbir Se Bigdi Hui Taqdeer (Baazi- 1951), Aan Milo Aan Milo (Devdas – 1955 ), Aaj Sajan Mohe Ang Lagalo (Pyaasa — 1957), Hum Aap Ke Aankhon Main (Pyaasa — 1957), Hawa Dhire Aana (Sujata — 1959), Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam (Kaagaz Ke Phool — 1959), Babuji Dhire Chalna (Aar Paar — 1954), Thandi Hawa Kali Ghata (Mr. & Mrs. ’55 — 1955), Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji (Mr. & Mrs. ’55 — 1955), Yeh Hai Bombay Meri Jaan (C.I.D. – 1956), Na Jaao Saiyaan Chhuda Ke Baiyaan (Sahib Bibi Aur Ghulam — 1962), Mera Naam Chin Chin Choo (Howrah Bridge — 1958) And Many More.

Hard Kaur & Johnny Gaddaar: Move Your Body

Film: Kismat Konnection
Regie: Aziz Mirza
Jahr: 2008
Schauspieler: Shahid Kapur, Vidya Balan
Interpreten: Hard Kaur, Johnny Gaddaar
Lyrics: Shabbir Ahmed

doob ja mere Pyaar mein – 4 x

o yeah all da sexy gals, all da sexy boys
got ya move ur – 3 x
body tonite – 2 x
like this…

move ur body baby – 3 x
jab kudiye
move ur body baby, move ur body baby (u got to) soni baliye
(got ya move ur – 3 x
body tonite – 2 x
like this like this like this
like this n that n this n that

sab ek Baat pe ade hai, sab paise naal jude hai – 2 x
abb paisa fek tamaasaha dekh, tamaasaha dekh paisa fek
paisa fek tamaasaha dekh, arre kismat ka hai khel
rock to da rythm n rock to ryhme – 3 x
we gona watching tonite

life is a gamble boys, so u know dat ur bare, a play ur card rite
if u gona take a chance, then u know tht u stand up vam time
this is just a game, so u gona keep on playing
cos u know wht i m saying, and know u might win this tonite

tel me ur handle game, kya hoga woh hai teri kismat
tel me ur handle it, lekin bazi khelega is Waqt
u cud get rich or poor, baby better really take it slow
or u really know, so here we go hit the show
move ur body baby – 3 x
jab kudiye

move ur body baby, move ur body baby (u got to) soni baliye
abhi baap na bada na bhaiya, abhi sabse bada rupaiya – 2 x
tu bhi paisa fek tamaasaha dekh, tamaasaha dekh paisa dekh
paisa fek tamaasaha dekh, arre kismat ka hai khel
doob ja mere Pyaar mein – 4 x
this n that
move ur body baby – 3 x
jab kudiye
move ur body baby, move ur body baby u got to soni baliye
doob ja – 3 x
Pyaar mein

Jiska Mujhe Tha Intezaar

Film: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Helen
Interpret: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar
Jis Ke Liye Dil Tha Beqaraar
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Aaj Pyaar Mein
Had Se Guzar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar
Jis Ke Liye Dil Tha Beqaraar
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Aaj Pyaar Mein
Had Se Guzar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Mujh Pe Jo Guzri Tu Kya Jaane
Tu Kya Samjhe
O Deewane
Le Ke Rahungi Badla Tujh Se
Aayi Hoon Dil Ki Aag Bujhaane

Ho Kaatil Meri Nazron Se
Bach Ke Kahan Jaayega
Kaatil Meri Nazron Se
Bach Ke Kahan Jaayega

Diya Hai Jo Mujh Ko
Wahi Tu Mujh Se Paayega
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Teer Ban Ke Jigar Mein
Utar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Jaadu Tera Kis Pe Chala
Hoga Kisi Din Ye Faisla
Wo Ghadi Aayegi Aayegi
Jaana Tune Abhi Ye
Kahan Jaana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai

Hoga Tera Aashiq Zamaana
Auron Ka Dil Hoga Tera Nishaana
Naaz Na Kar Yoon Teer E Nazar Pe
Aaye Hamein Bhi Teer Chalana

Jo Hain Khilaadi Unhe
Khel Hum Dikhaayenge
Apne Hi Jaal Mein
Shikaari Phas Jaayenge
Wo Ghadi Aayegi Aayegi

Waqt Aane Pe Tujh Ko
Ye Samjhana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai