Mujhe Kitna Pyaar Hai

Film: Dil Tera Deewana
Jahr: 1962
Regie: B. Ramakrishnajah Panthulu
Schauspieler: Shammi Kapoor
Interpreten: Mohd. Rafi, Lata Mangeshkar
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra

(mujhe kitna Pyaar hai tumse, apne hee Dil se puchho tum
jisase Dil diya hai woh tum ho, meree jindagee tumharee hai) – 2 x

chahat ne teree mujhko kuchh iss tarah ghera
din ko hai tere charche rato ko khwab tera

tum ho jahan hai wahee par, rehta hai dil bhee mera
bas ek khayal tera kya, sham kya savera

mujhe kitna Pyaar hai tumse, apne hee dil se puchho tum
jisse Dil diya hai woh tum ho, meree jindagee tumharee hai

yeh Duniya kaise badalee kuchh bhee samajh na aaye
kyon kar huye woh apne kal tak the jo paraye

Dil kee lagan ho sacchee phir kyon na Rang laye
mere the tum sada se par abb kareeb aaye

mujhe kitna Pyaar hai tumse, apne hee dil se puchho tum
jisse Dil diya hai woh tum ho, meree jindagee tumharee hai

meree wafa ko abb toh tum aajmana chhodo
Dil ko churake mere Aankhe churana chhodo

mujh ko banane apna bate banana chhodo
mai kab na thee tumharee lekin satana chhodo

(mujhe kitna Pyaar hai tumse, apne hee Dil se puchho tum
jisse Dil diya hai woh tum ho, meree jindagee tumharee hai) – 2 x

Kaise Samjhaun

Film: Suraj
Jahr: 1966
Regie: T. Prakash Rao
Interpret: Mohd. Rafi, Asha Bhosle
Schauspieler: Vyjayanthimala, Rajendra Kumar
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Hasrat Jaipuir, Shailandra

Mohd. Rafi: Aaa Aaa Aaaa Aaaa
Kaise Samjhaau Badi Na Samajh Ho – 2 X
Hum Se Na Jeetogi Tum Rehne Do Yeh Baazi
Kaise Samjhaau

Asha Bhosle: Aaa Aaa
Kaise Samjhaau Bade Na Samajh Ho – 2 X
Aaye Gaye Tum Jaise Senkado Anaari
Kaise Samjhaau

Mohd. Rafi: (Hum Dil Ka Saaz Bajaate Hai
Duniya Ke Hosh Udaate Hai) – 2 X
Hum Saat Suron Ke Saagar Hai
Har Mehfil Mein Lehraate Hai – 2 X
Kaise Samjhaau Badi Na Samajh Ho
Kaise Samjhaau

Asha Bhosle: (Tum Saaz Bajaana Kya Jaano
Tum Rang Jamaana Kya Jaano) – 2 X
Mehfil To Humari Tumse Hai
Tum Hosh Udaana Kya Jaano – 2 X
Kaise Samjhaau Bade Uh Samajh Ho – 2 X
Kaise Samjhaau

(Main Naachu Chaand Sitaaron Par
Sholo Par Aur Sharaaron Par) – 2 X

Mohd. Rafi: Hum Aise Kalaa Ke Deewaane
Chha Jaaye Nashili Bahaaron Par – 2 X
Kaise Samjhaau

Asha Bhosle: Ho
Mohd. Rafi: Badi Na Samajh Ho
Asha Bhosle: Ho
Mohd. Rafi: Kaise Samjhaau
Asha Bhosle: Ho
Mohd. Rafi: Badi Na Samajh Ho
Asha Bhosle: Ho Aaye Gaye Tum Jaise Saikado Anaari, Kaise Samjhaau
Mohd. Rafi: Badi Na Samajh Ho, Kaise Samjhaau

Banda Parvar Tham Lo Jigar

Film: Phir Wohi Dil Laya Hoon
Jahr: 1963
Regie: Nasir Hussain
Schauspieler: Asha Parekh, Joy Mukherjee
Interpreten: Mohd. Rafi, Asha Bhosle
Komponist: O.P. Nayyar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

banda parvar, banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi Dil laya hoon

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi Dil laya hoon

ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa – 2 x

jiski tadap se rukhe pe tumhare aaja nikhar gazab ka – 2 x
jiske lahu se aur bhi chamka Rang tumhare lab ka
kesu khule zanjeer bane … aur bhi tum tasveer bane
aayina dildaar ka nazarana Pyaar ka
phir wohi Dil laya hoon
banda parvar

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi dil laya hoon
ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa – 2 x

meri nigahe shaok se bachkar yaar kaha jaoge – 2 x
paav jaha rakhdoge adaa se Dil ko wahi paoge
rahu juda ye majal kaha … jau kahi ye khayal kaha
banda dildaar ka nazarana Pyaar ka
phir wohi dil laya hoon
banda parvar

banda parvar thaam lo jigar
banke Pyaar phir aaja hoon
khidmat mein aap ki huzoor
phir wohi dil laya hoon