Deewane Hain Deewano Ko Na Ghar Chahiye

Film: Zanjeer
Jahr: 1973
Regie: Prakash Mehra
Schauspieler: Amitabh Bachchan
Interpreten: Mohd. Rafi & Lata Mangeshkar
Komponisten: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Gulshan Bawra

[youtube]Bghg1DNrR3M[/youtube]

aapke Dil mein jo thori si jaga mil jaye apne armanon ki betaab kali khil jaye

deewane hain deewano ko na ghar chahiye na ghar ja hiye
mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye

jawani mein jawani ke sahare houn jawan, mere meharban
mujhe tu hi tu humsafar chahiye, humsafar chahiye

deewane hain deewano ko na ghar chahiye na ghar ja hiye
mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye

hai sar peh humare khula Aasman, khula aasman – 2 x
humare liye hai yehi aasheyan, yehi aashiyan
bina pyaar ke zindagi kuch nahin – 2 x
jahan pyaar hai har khushi hai wahin

hon phoolon bhari chahe, chahe kanton bhari, haan kanton bhar,
rahe jis mein to wo dagar chahiye, dagar chahiye

deewane hain deewano ko na ghar chahiye na ghar ja hiye
mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye

nigahon mein aise ishare hue, ishare hue – 2 x
ke Dil ne kaha hum tumhare hue, tumhare hue
nazar ban gayi hai zuban pyaar mein – 2 x
maza aagaya jeet ka haar mein

milga wohi jo mangoge dildaar se maagar pyaar se,
duaon mein apni assar chahiye, assar chahiye

deewane hain deewano ko na ghar chahiye na ghar ja hiye
mohabbat bhari ik nazar chahiye, nazar chaiye

jawani mein jawani ke sahare houn jawan, mere meharban
mujhe tu hi tu humsafar chahiye, humsafar chahiye

Chodho Sanam

Film: Kudrat
Jahr: 1980
Regie: Chetan Anand
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: R.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Chodho Sanam, Kaahe Ka Gam
Hanste Raho, Khilte Raho
Mit Jaayegaa Saaraa Gilaa, Hamse Gale Milte Raho
Chodho Sanam Kaahe Ka Gam, Hanste Raho Khilte Raho

Translation: Let It Be Dear, Dont Worry
Keep On Smiling, Be Radiant
Worries Will Be Wiped Away, Keep On Hugging Me

Laa Laa Laa Laa … Laa Laa Laa Laa …
Muskuraatii Haseen Aankhon Se
Dekho Dekho Sama Badaltaa Hai Kaise

Thru Smiling Beautiful Eyes
See How Times Change

Jaanejahaan …
Chehare Ki Rangat Khul Jaati Hai Aise

My Love/My World
How Your Face Becomes Radiant

A: Aiya Ya Ya..ya Ya Ya Ya ..
Ya Ya Ya Ya Ya..

K: (chhodho Sanam Kaahe Ka Gam Hanste Raho Khilte Raho ) 2

Aao Milkar Ke Youn Bahak Jayen
Ki Mahak Jaaye Aaj Honthon Ki Kaliyaan
Jhuume Fizaa …
Ye Galiyaan Ban Jaaye Phoolon Ki Galiyaan

Lets Together Get Astray
That Our Lips Blossom In Smiles
That The World Spins
That These Streets Become Streets Lined With Flowers