Ganga Meri Maa Ka Naam

Film: Timse Achcha Kaun Hai
Jahr: 1969
Komponist: Shankar-Jaikishen
Interpret: Mohd. Rafi
Schauspieler: Shammi Kapoor
Lyrics: Rajendar Krishan
Mit Ãœbersetzung / Translation (englische Untertitel im Video)

[youtube]1szwJKL1LGU[/youtube]
Na Main Sindhi, Na Main Marathi, Na Main Hoon Gujarati
Na To Hai Ek Bhasha Meri, Na Meri Ek Jaati

Aaa Aaa
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala – 2 x
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala

Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala

Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala

Jiss Dharti Ka Main Beta Hoon Uss Ke Mausam Chaar – 2 x
Garmi Sardi Patjhad Aur Ableli Ritu Bahaar
Jahaan Savera
Jahaan Savera Gaata Aaye Raat Bajhaaye Sitaar, Raat Bajhaaye Sitaar
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala

Main Woh Panchhi Jiss Ki Nisdin Laakhon Kos Udaan – 2 x
Uttar Dakkhin Purab Paschim Goonje Meri Taan
Ek Shaal Hai
Ek Shaal Hai Mera Jiss Ka Naam Hai Hindustan, Naam Hai Hindustan
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala

Bangla Praant Mein Jaau To Main Karoon Kalaa Se Preet
Aaaa
Bangla Praant Mein Jaau To Main Karoon Kalaa Se Preet
Jab Aau Punjab To Bhangde Ka Ban Jaau Meet
Dakkhin Jaa Kar
Dakkhan Jaa Kar Seekha Maine Karnaatak Sangeet, Karnaatak Sangeet
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala

Main Madrasi Main Gujarati Main Ek Rajasthani – 2 x
Bada Puraana Ek Marathi Naya Naya Haryani
Main Kuch Bhi Hoon
Main Kuch Bhi Hoon Lekin Sab Se Pehle Hindustani, Pehle Hindustani
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala
Ab Tum Khud Hi Faisla Kar Lo, Main Kiss Zube Wala
Ganga Meri Maa Ka Naam, Baap Ka Naam Himala

Yeh Mera Prempatra Padhakar

Film: Sangam
Jahr: 1964
Regie: Raj Kapoor
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics:

meharabaan likhoo, haseenaa likhoo yaa dilarubaa likhoo
hairaan hoo ke aap ko is khat mein kyaa likhoo?

Translation: Shall I write kind, or beautiful or a stealer of hearts?
I am puzzled by what I should write to you in this letter.

ye meraa paremapatr padhakar ke tum naaraaj naa honaa
ke tum meree jindagee ho, ke tum meree bandagee ho

After reading my love letter to you, don’t get angry…..
that you are my life, you are someone I am bound to.

tuze main chand kahataa thaa, magar us mein bhee daag hai
tuze sooraj main kahataa thaa, magar us mein bhee aag hai
tuze itanaa hee kahataa hoo, ke muz ko tum se pyaar hai

I would have called you the moon, but it also had a scar.
I would have called you the sun, but it also had fire in it.
I am just going to say this to you; that I am in love with you.

tuze ganga main samazoongaa, tuze jamunaa main samazoongaa
too dil ke paas hain itanee, tuze apanaa main samazoongaa
agar mar jaaoo ruuh bhatakegee tere intajaar me

I will consider you to be Ganga, I will consider you to be Jamuna
You are so close to my heart that I will consider you mine.
If I were to die, then my soul would roam around in your anticipation.

Chhodo Kal Ki Baatein

Film: Hum Hindustani
Jahr: 1960
Regie: Ram Mukherji
Interpret: Mukesh
Komponist: Usha Khanna
Lyrics: K.M. Manohar

Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x
Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
Kya dekhe us manzil ko jo chhod chuke hain
Chand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani

Hum hindustani – 2 x
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani

Hum hindustani, hum hindustani – 2 x
Aao mehnat ko apna imaan banaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani

Hum hindustani – 2 x
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani – 2

Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho
Sone ki yeh ganga hai, chandi ki yamuna
Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho